"Udaas pal"
bhut dino se aisa hai, k main khamosh rehta hun,jaisy koi gehra dukh ho shayad,jisey mn chup chap sehta hun,
yun he chalty chalty tanha,ghamgeen sa koi nagma gungunta hun,milti hain nazron se jab nazreen ,main sub kuch bhool jata hun,koi ajab se hallaat hain mery,is be-parwa mosam mein,main usko jitna yaad karta hun"Saqib",wo mujh ko utna bhool jati hai..

No comments:
Post a Comment